مزید سوالات پڑھیئے | | جامعہ تبلغ القرآن پشاور
Slide background


مزید سوالات پڑھیئے

آپ کے دینی مسائل اور ان کا شرعی حل


نئے سوال کیلئےیہاں کلک کریں۔

سوالات کے اقسام   


سوال کا عنوان: hadith            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

abdur Rahman 2013-01-13


سوال: mufti shb eid miladun Nabi SAW manane waly is hadith ka hawala detay hai k: Hazrat abu Qtada ra bayan frmaty hai k bargah e risalat me arz ki gaye ky aap somwar ka roza kio rkhty hia. Ap SAW ne farmaya k isi din me paida hua aur isi din muj par wahi nazil ?
جواب: is hadees se somwar ke din roza raknay ka mustahab hona maloom hota hai. eid miladunnabi sabot is hadees mai nahi hai.

سوال کا عنوان: Muqaddaraat            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Sahmad 2013-01-10


سوال: Rizq Aur Haadsaat Ki Kya wazahat? Kya Mehnat Aur Daud Dhoop se Rizq Ko koe munasibat Ha, Isi Tarah Kya Haadsaat men Koe Fitrat se Haadsaat Tal Sakte Han ?
جواب: braye mehrubani sawal wazahat se likay.

سوال کا عنوان: nazar-e-bad.            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Adnan shah 2012-12-20


سوال: nazar-e-bad se bachney k liye kya krna chahye.or jo chez ya shakhs nazar-e-bad ka shikar ho chuka ho os k liye kya krna chahye? ?
جواب: quran ki akhri do surah rozana telawat karo or hat per chuff ker k apnay ap per ragray.

سوال کا عنوان: Tauba prayer            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Nawaz 2012-12-18


سوال: mufti shb jaisa apne pahla sawal ka jab kya tha (http://www.alishaat.com/urdu/QuestionDetail.php?question=322) agr jis gunah se tauba kya ho aur agr gunah pir sarzad hogae to.... ?
جواب: dobara toba karay, allah tauba kernay wale se khush hota hai.

سوال کا عنوان: karamat            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

muhammad shahzeb 2012-11-21


سوال: mufti sb asalam o ailakum.1.mufti sb karamat aulia shariat ma hy?.2.zakir naik kehty ha k aurat aur mard ke namaz ma koi difference nahi hy.kia ya sahi ha? Wassalam ?
جواب: 1. hai, lakin wali k ikhtiar mai nahi hoti. or dosri baat ye ye k shariat mai hujjat nahi hai. 2. imam abu hanifa ke mutabiq dono k dermian ferq hai.

سوال کا عنوان: ROKH            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Abdus subhan 2012-11-08


سوال: keya mudi ka rokh 3 din bad gaher wapas lot ta he ?
جواب: nahi.

سوال کا عنوان: quran            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

umar farooq 2012-11-06


سوال: aam admi k lie quran se hujjat lena que drust nahi. ?
جواب: is lie k usay quran ka ilam nahi hota. usay quran ki tafseer ka ilam nahi hota.

سوال کا عنوان: Quran            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

umer farooq 2012-11-02


سوال: ek aam admi k lia quran ka zahir hujat ha ya batin? ?
جواب: aam admi k lie quran se hujjat lena drust nahi.

سوال کا عنوان: Hadees            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Ghazi 2012-10-05


سوال: Mufti saib aya da nabi a.s dasi hadees shta che pa kam ki aghwe a.s wayale we che zma sahaba pa misal da storo taso ka da kam yao sahabi perawi wakra agha hidayat omanda. Hadees daraja ao kitab num khamakha zikar kae. ?
جواب: ha ye hai, lakin baaz muhaddisin ne is ko zaef kaha hai or baaz ne is ko sahi, lakin is ka mafhom sahi hai.

سوال کا عنوان: maslah sima-e-mota            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Saqib Malik 2012-09-27


سوال: mufti sahib aj kal hmry mulak main ye masla chala h0wa hai k kuch log kehty hain k foot shuda log qabar k pas se hmari batain sun skty hain aur hmen dekh bhi skty hain jb k kuch logo ka kehna hai k aisa mumkin nhi aur dono jamatain quraan o hadees se ap ?
جواب: jo log ye kehtay hai k murda suntay hai. us k paas quran o hadith ki koi daleel nahi. q k ye quran o hadith mai nahi hai.

سوال کا عنوان: tahreef islah            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

MUHAMMAD ISMAIL 2012-08-26


سوال: shahwat ki threeef ya islha kia ha ?
جواب: Shahwat ko English mai hum (sex) kehtay hai.

سوال کا عنوان: shaak ka elaj            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

binte hwwa 2012-08-01


سوال: janb mra msleye hai k mjy hur kam ma shaak hota hai. msln wazu kiya tu paun k ley bhot pani use hota hai k kaheen cheent na pari ho namaz ma hota hai k fateeha pari k nahi phir raku kiya ya nahi isi tara sajdy ma.tashad ma phir sjda sahu ma yad ni rehta ?
جواب: ap her kaam aisa karay keh jis taraf ap ka rujhan ziyada ho wo kaam karay.

سوال کا عنوان: Tasawaff            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Amanullah 2012-07-27


سوال: Mufti saib Allah mu hamisha da tauheed ao da sunnat da khwarawalo taufeeq nasib kra.tasawaff sa ta wae ao tasawaff pa nan zamana ki sa hasiat day.wasallam ?
جواب: Ye to aik wasee Ilam hai, is k lie aap " Tasawaff ka encyclopedia" ya "Tassawaf kya hai " ki kitab ka mutalia karay.

سوال کا عنوان: Janab Mufti Sahib maine ghalat kario main mubtila hokar            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Yusuf 2012-07-15


سوال: Asslam o Alaikum, Janab Mufti Sahib main ghalat kario main mubtila hokar apni zindagi tabah kerdi aur ab control bhi nahi hota upper se mera mere ghar walo ne lerki bhi dekli hai main kia karo q k main yeh nahi chahta k lerki ki zindagi tabah hojai pls ko ?
جواب: kisi mustanad hakeem ya doctor se rabta karay.

سوال کا عنوان: Sir plzz mei bhy preshan hu            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Yumna javed 2012-07-15


سوال: Assalam O Alaikum mei jahan shadi karna chahti hu us larkay ki ammi pehle rshta la rahi theen lekin dates agay barhati raheen mere parents ne ek month tak w8 kiya mere aur b rshte the meine mana krdye mjhe force b nae kiya ksi ne phr jab un k ane mei do d ?
جواب: istehara kara or is k baad kahi or rishta ker lay, zarori nahi keh yaha rishta ho! allah is mai kher day ga, insha allah

سوال کا عنوان: fate            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

javaid 2012-07-02


سوال: assalamo alaikum Q.1: Quran e Pak k dair zayuno k raghali di che Allah Pak farmaye za che chata wogharam hedayat warakawum aw che chata wogharam hagha gumrah kawam. No za de matlab bande poy nashwam mehrabane wakre da tashreh krrai zaka che ma ham so my ?
جواب: da her sa sta khpal kar wo, allah insan ta dwara lare khodali di, nigha lara hum ao kaga lara hum, rusto da insan merzi da che hagha pa kama lar zi.

سوال کا عنوان: Kashf o Ilham r Karamat ki Haqeeqat            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Asif Rafiq 2012-06-16


سوال: Assalam-o-alikum! Mufti sahib Kashf o Ilham r Karamat ki kiya Haqeeqat hai. Mehrabani kr k wazahat k saat jawab dy dy. Jazakallah ?
جواب: Kshaf ki koi haqeeqat nahi hai. ilhaam ka matlab hai, dil mai kisi baat ka jana allah ki taraf se.

سوال کا عنوان: Jennat ka Inano Per Asar Ho Sakta Hain Ya Nahi?            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Atta Ur Rehman 2012-04-27


سوال: Muhtaram Mufti sahab: Kia jinnat insano per asarandaz hosakty hain ya nahi. jesa k baz log behosh hojate hain or phir osi insan k zuban se jinnat or insano k sat bat karti hain or os insan ko mukhtalif taqlifat detain hain. Is masli per mehrabani farma ka ?
جواب: jinnat insaano per aserandaz ho saktay hai, tafseel k lie "alsarem ul betar(الصارم البتار)" ka mutalia karay ya "jinnat ki haqeeqat" ka.

سوال کا عنوان: Mairaaj            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Nizamullah 2012-03-21


سوال: Soorat e bni israeel mai zikr Waqe a'a mairaj rohaani ta ya jismaane ya manami? Agr sirf jismani ta tu jo riwayat manamit aor rohaani k baare mai hain un ka kia jawab hoga? ?
جواب: meraj jismani tha. aur manami dono mai koi nikarz nahi. tafseel k lie "seera un nabi" (shibli nomani) ka mutalia kare.

سوال کا عنوان: quran tarjuma            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Hamayun khan 2012-03-19


سوال: asalaam-u-alekum,mofti sahib mera sawal ye hai ke yahan per mere dost ke pass qurani karim hai magar osko aik shiya aalim ne tarjuma kiya hai kya ye tarjuma teek hoga plz jawab jaldi dena shukriya allah hafiz. ?
جواب: is ke bajai kisi mustanad alim din ka trjuma prha jaye. in ka trjuma phrna drst nahi.


پہلا صفحہ پہلا صفحہ پچھلا صفحہ اگلا صفحہ آخری صفحہ