مزید سوالات پڑھیئے | | جامعہ تبلغ القرآن پشاور
Slide background


مزید سوالات پڑھیئے

آپ کے دینی مسائل اور ان کا شرعی حل


نئے سوال کیلئےیہاں کلک کریں۔

سوالات کے اقسام   


سوال کا عنوان: Wahabi Larki se rishta            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Shoaib wali 2019-06-22


سوال: Asslam o alaikum Mufti sahab Umeed karta hn Ap khairiat se hain Allah apko Umar-e-Daraz Ata farmaen Ameen. Mufti sahab mera sawal hai k mera rishta abhe kuch time pehly he hua hai Ami ki sister ki family main jin k husband wahabi hain jis larki se mera rishta hua hai wo bhi wahabi hai to mufti sahab ap rehnumai farmaen is main koi masla to nai Q k unki or hamari namaz main thora timing or Isharo ka farq hai jo k ap achi tarha janty hain to is bary main ap ki rehnumai chahta hn Shukria ?
جواب: اہل حدیث حضرات کے ساتھ ہمارا اختلاف ہے تا ہم وہ اختلاف ایسا نہیں کہ اس پر لڑائی کرنی پڑے، ہر شخص کو عبادات میں آزادی ہے جس امام کے مذہب پر بھی عمل کرے جائز ہے، آپ ان معاملات کو گھریلو معاملات میں داخل نہ کریں اور رشتہ داری اس سے خراب نہ کریں تو کوئی بات نہیں۔۔

سوال کا عنوان: TOBA ky hawaly sa            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

aamir 2015-09-04


سوال: Aslam o alikum mufti sahab mara sawal hy ky mari pharmacy my job ti tu waha per discount huta ta tu jb 17 rupy aty ty tu hm 20 rupy laty ty aur jb 22 rupy aty ty tu hm per b 20 rupy lyty ty aur jb return ata ta tu khabi khabi 200 300 rupy nhi dety ty bht kaam br asa huwa per asa b huwa hy k khbi khbi jb koi ata ta k bemar hy mujhy passy doo ossy paassy wo khty ty wapas kr doo ga pe wapas nhi krty ty tu mara sawal hy k my toba karna chahta hun aur sunna hy hoqoq ul ibad my oss shakas ko oska haq dana hu ga thb hi mafi khabool hu gi tu on logoo ko tu my nhi janta kassy Paassy dy do ????App ky jawab ka muntazar ?
جواب: اگر ان پیسوں کے مالکوں کا آپ کو پتہ نہیں تو اندازتا اتنے پیسے ان لوگوں کی طرف سے صدقہ کرو ہاں اگر کسی شخص کا آپ کو پتہ ہو تو اس کو اس کے پیسے واپس کرنا ضروری ہے۔

سوال کا عنوان: جهاد            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

احمد 2015-04-08


سوال: السلام علیکم ورحمت الله وبرکاته تاسوجهادته ډیره ترجیح نه ورکوی، اونه دجهاددپاره موکوم مشن نیولی، لیکن نن وخت کی یی شدید ضرورت دی.ددی سه وجه ده؟ والسلام ?
جواب: جھاد اسلام کا ایک اہم رکن ہے اس سے انکار کفر ہےتاہم اس کا وقت اور محل کا جاننا ضروری ہے بے جا خود کوضائع کرنا یا کسی مسلمان کو اپنی بےوقوفی کی وجہ سے تکلیف میں مبتلا کرنا نادانی ہے۔

سوال کا عنوان: MAA            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

sana 2013-10-15


سوال: parents chahe kitne hi galat ho. kia un k sath husn-e-sulook farz hai? please kisi b qurani ayat se answer kare ?
جواب: ماں باپ اگر کافر بھی ہوں،ان کی بے ادبی توہین جائز نہیں ، ادب احترام ہر صورت میں لازم ہے۔لیکن والدین اگر کسی غلط کام کا حکم کریں تو اس میں ان کی اطاعت حرام ہیں۔ قالیٰ اللہ تعالیٰ: (وَوَصَّینَا الاِٗنسَانَ بِوَالِدَیہ۔۔لقمان : ۱۵،۱۴(

سوال کا عنوان: waldain            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Muhammad jaan 2013-09-14


سوال: Assalamo.alikum janab mufti sb agar koi shakhs apny maa baap k sath husn e salook karta hy un sy peyar karta hy or un ki khodhi chahta hy magar jab us ke waldain koi ghalat kaam ya baat karty hein to wo un ki mukhalifat karta hy or haq baat kehta hy is wa ?
جواب: waledain khwa kaisay hi buray ho un ki be adbi wa gustakhi na ki jaye. tehzeeb wa akhlaq k sath samja diejeye. samjana zaroori hai lakin lub wa lehja gustaakhana na honay chaheye.

سوال کا عنوان: Allah se kiya wada            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

umar manzoor 2013-09-06


سوال: A.o.A musti sb Agar 1 shahas Allah se wada kare k woh ye kaam nai kare ga aor pher b woh banda woh kaam kare to us ki kiya saza ha ? kiya us ki muafi ho sakti ha? Kiya wada torne se amli zindagi pe kuch negative effects hon ge ? ?
جواب: wada torna gunah e kabeera hai, munafiq ka amal hai. toba or isteghfar karay.

سوال کا عنوان: Jadoo            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

umar manzoor 2013-09-06


سوال: kiya jadoo k zariye se kisi ko nuqsaan puhchaya ja skta ha? maslan jadon kar k kisi ko jasmani lwhaz se kamzoor kiya jae ya jadoo ki waja se insaan ko koi bimari lag jae? ?
جواب: jadoo se ye asaraat ho saktay hai. lakin jadoo kerna haram hai balkay kufar ka khatra hai.

سوال کا عنوان: hadees ke bare me sawal            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

shahzaib 2013-08-23


سوال: Sir me 16 saal ka larka aik bar meri ami ne mujhe aik hadees sunai jo ke ye hai ke beemar insaan ko shaheed ka sawab milta hai to mene bola aisi to koi hadees aaj tak kisi se nahi suni ho sakta hai ye zaeef hadees ho to kia me islam se kharij hogaya honga ?
جواب: nahi, albatta deen k baray mai ihteyat se kaam lena chaheye.

سوال کا عنوان: tazkea nafs            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

osama 2013-08-22


سوال: khwahishat par cntl pani or tazkea nafs or gunaho si bchni k li kisi urdu kitab ya kisi k byanat recomend kari ya koi azkar.mi bchni ki boht koshesh krta ho likin pir bi hojata hi ?
جواب: mashallah! ap ka irada behter hai. urdu mai "Gunah be lazzat" ka mutalia kiejeye.

سوال کا عنوان: tazkea nafs            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

osama 2013-08-22


سوال: khwahishat par cntl pani or tazkea nafs or gunaho si bchni k li kisi urdu kitab ya kisi k byanat recomend kari ya koi azkar.mi bchni ki boht koshesh krta ho likin pir bi hojata hi ?
جواب: mashallah! ap ka irada behter hai. urdu mai "Gunah be lazzat" ka mutalia kiejeye. net per taqi usmani sahib k bayaanat suna karay.

سوال کا عنوان: maswak            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

asad 2013-08-16


سوال: mi ni bohat si logo si suna hi k agar maswak jib mi ho to agar koi gir jai os ke hadi nahi tothi shareat mi is bath k kea hakekat hi ?
جواب: is ki koi haqeeqat nahi.

سوال کا عنوان: TAQDEER            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

ABC 2013-08-15


سوال: AoA. Molana sahab taqdeer k baray ma kuch malumat chaheye. meray kuch sawalat ha un k jawabat chahta hoon. 1- kya ilam (dunyawi taleem), hum khud apni marzi sa select kartay ha ya taqdeer ma pehlay sa likha hota ha k falan banda doctor banay ga, enginee ?
جواب: taqdeer k baze khabare dase v che hagha makhke na likalay shawe, ao da insan ikhtyar pake na chale laka marge jwand, aolaad. ao baze likali shawe we lakin da insan mahnat pake hm pakar v che insan sa mehnat kai no allah werla da haghe badla werkai.

سوال کا عنوان: Salt            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Binge hawa 2013-08-08


سوال: Hum ne suna hai agar ghalti se b namak gir jaye to qayamat k din use palko par utana hoga??kya ye sahi hai ?
جواب: is tarah ki baat shariat se sabit nahi.

سوال کا عنوان: mere ek ahle hadees dost ne muj se ye sawal pocha hai,plz iska jawab jald de            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

majeedullah 2013-07-15


سوال: Hanfi muqallideen se ek sawaal Ramzaan al mubaarak mein aap ki fajar ki namaz ka waqat ahadees ke tareeke pe kyun aajata hai jab ke aap log faraj ki namaz roshni mein padhne ke kaail ho Baraae meherbaani apne Imaam e aazaam se saabit karein.... ?
جواب: ahnaf jo aam deno mai roshni phalnay per nimaz perthay hai is ki hikmat yeh hai. keh is waqt logo ki kasrat hoti hai. or yahi hikmat ramzan mai fajar k pehlay waqt nimaz mai hai.

سوال کا عنوان: Karamat            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Ishaat 2013-07-04


سوال: Kia Aulia-e-Kiram se maut kay baad bhi karamat sarzad hoti hai ya nahi. Agar nahi to phr Sheikh ul Quran Maulana Ghulamullah Khan Sahb RA ki qabar se jo khushbo aa rahi thi wo karamat nahi? Aur yaha Kabul me aik Alim kisi gao se aye thay gao walo ki bads ?
جواب: kiramat to kisi aalim ya wali k ikhteyar mai nahi. ye to allah ka akhteyar hai. allah jab chahe is ka izhar karaaye.

سوال کا عنوان: Kashf wa ILhaam            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

Ishaat 2013-07-04


سوال: Maulana Sahb Aap ne aik sawal: http://www.alishaat.com/QuestionDetail.php?question=148 kay jawab me likha tha kay kashf ki koi haqiqat nahi hai jabkay kitab Beheshti Zewar volume 1, page 41 me Maulana Sahb RA ne likha hai kay "Aulia e Kiram ko ba'z raa ?
جواب: mufti rashid ahmad sahib ki kitab " kashf ki haqeeqat" dekeye.

سوال کا عنوان: ahle hadis            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

zainee 2013-06-30


سوال: kya ahle hadis ghair muqallideen sahe deen par hy??? imam abu hanifa ke mutabiq khoon nikalne se nimaz thot te hy jb ke sahaba ka wo waqiya ke jb ik sahabi ko dushman ke teer lage or zakhme ho gya to nimaz nahe tote is bare my zara detail se rahnumai kre ?
جواب: khoon totne ke masle ta taluq fiqhe masail se hai. fiqhe masail mai fuqaha ka ikhtelaf hota hai, or fuqaha ka ikhtelaf nabi or sahaba se manqool rewayat ki waja se hota hai, lihaza jo jis imam ki parawe kare sahi hai. ahle hadees ka aqeeda drust hai albatta masail mai in se ikhtelaf hai.

سوال کا عنوان: Taweez            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

ishaat 2013-06-26


سوال: asalam-o-alaikum Mufti sahib: me ne ghar ki dewaar par aik taweez latka dekha jab khola to os me ye likha hua tha: http://imageshack.us/photo/my-images/402/g8wb.jpg/ aur us ki pusht par ye likha tha: http://imageshack.us/photo/my-images/37/xxfe.j ?
جواب: akhri do sooratay pani per dam ker k khud b pee lay or apnay ghar walo ko b pelaye or begham rahe.

سوال کا عنوان: q            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

khalid 2013-03-22


سوال: Log kehte hai k insaan ka sar allah ne khod banaya hai yw such hai ?
جواب: quran or hadith mai hamay ye masla kabi pesh nahi ayaz, balkay quran mai boht jago per insan ki pedaish ki nisbat allah ko hai.

سوال کا عنوان: waseela            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

usman 2013-03-02


سوال: kya dua main Hazrat Mohammad saww ka wasila jaez he? agr nhi jaez to kisi or ka wasila dia ja sakta he? pls ans ?
جواب: allah ki aasma mubaraka or apnay amal sualiha k sath waseela jyze balkay behter or is k ilawa jyze nahi.

سوال کا عنوان: bidat            سوال کی قسم:تصوف واصلاح

abdur Rahman 2013-01-13


سوال: mufti sahb agar 1. qabr pr gumbad banana bidat hai to phr Nabi SAW k rozai mubarak pr gumbad kio bani huwe hai aur 1300 sal tak janat ul baqi me Sahaba k qabro pr gumbad kio bani hue thi? 2. agar khas mazar pr jana bidat hai to hajj k muqay pr Roza e Ra ?
جواب: 1. rasoolullah SAW pa mazar bande gumbad sahaba ya tabeeno na de jor kare blky rusto turkyano jor karay. 2. roza e mubarak ta mustahab de ao da masjid e nabawi da waje mustahab de ao is k lye mustaqil safar kerna mana hai. 3. sawal ki wazahat karay. 4. roza e mubarak per chader charana sahaba se sabit nahi hai.


اگلا صفحہ آخری صفحہ