Syed Farhan Haseeb
2016-09-04
سوال: | Asalamu Alikum, Janab mera ek sawal tha qurbani k mutaliq. Ager ghar mey 6 sy 7 afraad hon aur koe bhe sahib e nisaab na ho yani 38000 ke maliyat k sona ya chandi na rakhta ho. To kia ye sub mill kar qurbani mey hissa ly sakty hain, k har fard apni hassiyat sy raqam ada kary aur Jama kar k ek Hissa ly lyn.
Jawab Ka Muntazir Jald az Jald,
Wasalam. ?
|
جواب: | نہیں ایک حصہ کئی افراد میں تقسیم نہیں ہو سکتا
|
سوال: | كيا سب گھر والوں كى جانب سے ايك ہى قربانى كافى ہے، ?
|
جواب: | نہیں صرف ایک قربانی کافی نہیں ہوتی اگر سب پر فرض ہے تو ہر ایک کو الگ الگ قربانی کرنی ہوگی۔ ہاں اگر ایک بڑا جانور ہو تو یس میں زیادہ حصے بنا کر کر سکتے ہیں |
Khalid Khan Afridi
2013-07-28
سوال: | Assalam-u-Alaikum.Main ne Umrah ky Bary main pochna tha k Umrah main kya Farayez,Sunnat aur Mustahab hy? Umrah k kya Masail hy? Umrah main konsi dua kis muqam pe pharni chahiye? Ta k Umrah sahi ao salamat ada kiya ja saky? Allah apko ajr-e-azeem de? Ameen ?
|
جواب: | is k lie ap "asaan umrah" mufti abdul rauf sakerwi ka mutalia karay. ye kitab net per bhi dastiyab hai |
سوال: | assalam u laikm mufti sabh kya hajj zakat kai paiso per hota hai ya nahi ?
|
جواب: | apni zakat ke rupay se hajj kerna drust nahi. albatta kisi faqeer ko itni zakat dena keh wo sahib nisab ho jaye or haj farz ho jaye to yeh makroh hai. agercha zakat or haj ada ho jati hai. |
سوال: | 1.Mufti sahib da nabi a.s da para qurbani kawal sanga dy.haal da che pa koor ki baligh afrad hum v.
2.mufti saib wafat shawe khalko ki da cha cha da para qurbani kawal jaiz da ?
|
جواب: | 1.nabi a.s salam da para sa wajib na de che ta werpase qurbani oke, ao ager zanla sarway de aghastay we no bya pake da neat kawalay she.
2. che ws de kege her cha da par kawalay she . |