مزید سوالات پڑھیئے | | جامعہ تبلغ القرآن پشاور
Slide background


مزید سوالات پڑھیئے

آپ کے دینی مسائل اور ان کا شرعی حل


نئے سوال کیلئےیہاں کلک کریں۔

سوالات کے اقسام   


سوال کا عنوان: sunat libas            سوال کی قسم:نماز

kashif 2015-03-03


سوال: mi ni kisi si suna tha k witar mi ik Qaida hota hi dosra nahi ho skta or ahadis mi bi nahi sbit dosra,to hamari nimaz witar mi 2 qaidi q hi is ka kia saboth hi pliz kuch dalil or hawali k sath explain kri? ?
جواب: دو رکعات سے زائد نماز ایک قاعدہ کے ساتھ پڑھنا کسی حدیث سے ثابت نہیں۔اسی طرح بیس سے زیادہ احادیث سے یہ بھی ثابت ہے کہ وترتین رکعات ہیں ایک سلام کے ساتھ۔ جتنے بھی چار یا تین رکعات والی نمازیں ہیں خواہ واجب ہیں، یا فرض ہیں، یا سنت ہیں ان میں دو رکعات کے بعد قاعدہ واجب ہے۔ اور اخری قاعدہ تو ہے ہی فرض لہٰذا وتر کے دونوں قاعدے ثابت ہیں۔

سوال کا عنوان: sjda sahw            سوال کی قسم:نماز

iHsan 2015-02-08


سوال: agar ksi sy koi rkat chot jay awr wo imam k sath salam phery or phir yad ay or kara ho jay to sjda sahw wajib hoga ya nahi, or agr sajda na kry to nmaz hota hy ya nahi ?
جواب: سجدہ سہو واجب ہو جاتا ہے، اگر نہ کیا تو نماز کی فرضیت تو ادا ہو جائے گی تاہم اس دوبارہ پڑھنا واجب ہے کیونکہ نماز میں نقصان پیدا ہوا تھا۔

سوال کا عنوان: مغرب نماز کا ٹائم            سوال کی قسم:نماز

اظہاراللہ 2015-01-28


سوال: اسلام علیکم مفتی صاحب کیسے ہو اللہ پاک آپ کو خوش رکھے آمین میرا سوال یہ ہے کہ مغرب کی نماز کا ٹائم کتنا ہوتا ہے. . یعنی کتنے منٹ بعد نماز قضا ہوجاتی ہے واسلام ?
جواب: مغرب کی نماز کا وقت مختلف دنوں میں مختلف رہتا ہے تا ہم پشاور میں عموما ایک گھنٹا(۶۰سکینڈ)تک مغرب کا وقت ہوتا ہے

سوال کا عنوان: ?            سوال کی قسم:نماز

waqas safir 2014-12-04


سوال: Assalamo alaikum muhtaram Mufti sahib kya hayation(ghumen party)k pe6y nemaz ho skta hy? ?
جواب: اگر ان کے عقائد میں شرکی عقائد ہے تو ان کے پیچھے نماز پڑھنا جائز نہیں۔

سوال کا عنوان: detail of question no 1 dated 2013-10-6            سوال کی قسم:نماز

Shahzaib 2013-10-18


سوال: Sir 2013-10-6 ko apse shahzad naam ke larke ne kuch sawal poocha tha jis ka jawab aapne ye diya ' "1). ager 2 rakat reh jaye to us mai surah parhay ga. 2). ager 3 rakat reh jaye to aik rakat perh ker qaida karay or 2 rakatay perh ker phir qaida karay, pe ?
جواب: سوال پوری وضاحت سے کریں تا کہ تسلی بخش جواب مل جائے۔

سوال کا عنوان: Namaz            سوال کی قسم:نماز

shahzad 2013-10-06


سوال: Mufti sahab Farz namaz ein agr banda 3 rakat mein jammat ko punchta hai ,,,,tu 2 rakat wo imam k sath pary ga and baqi 2 rakat mein qyam kis tara parna ho ga ,,,,mtlb k fatiha k baad surat parni ho gi ya nahe? Aur agr wo akhri rakat mein pinchta hai tu ph ?
جواب: 1). ager 2 rakat reh jaye to us mai surah parhay ga. 2). ager 3 rakat reh jaye to aik rakat perh ker qaida karay or 2 rakatay perh ker phir qaida karay, pehlay rakat mai sana or fatiha k sath surah parhay or dosray rakat mai sirf fatiha or surah or teesri rakat mai sirf fatiha parhay.

سوال کا عنوان: Namaz            سوال کی قسم:نماز

shahzad 2013-10-06


سوال: Mufti sahab Farz namaz ein agr banda 3 rakat mein jammat ko punchta hai ,,,,tu 2 rakat wo imam k sath pary ga and baqi 2 rakat mein qyam kis tara parna ho ga ,,,,mtlb k fatiha k baad surat parni ho gi ya nahe? Aur agr wo akhri rakat mein pinchta hai tu ph ?
جواب: 1). ager 2 rakat reh jaye to us mai surah parhay ga. 2). ager 3 rakat reh jaye to aik rakat perh ker qaida karay or 2 rakatay perh ker phir qaida karay, pehlay rakat mai sana or fatiha k sath surah parhay or dosray rakat mai sirf fatiha or surah parhay or teesri rakat mai sirf fatiha parhay.

سوال کا عنوان: Imam            سوال کی قسم:نماز

ishaat 2013-10-05


سوال: AoA. Agar farz namaz kay baad jab tak muqtadi imam kay saat ijtemaye dua na karay us waqt tak apni jaga se nahi ut'thay. to kia is surat me imam ko ijtemaye dua karni chahiye ya nahi. jazakAllah. ?
جواب: faraz nimaz k baad dua jyze hai lakin lazm nahi lihaza ager muqtadi is ko lazm samjay to muqtadi ko samjana chahiye

سوال کا عنوان: Imam            سوال کی قسم:نماز

ishaat 2013-10-05


سوال: Aoa. farz namaz kay baad sunat namaz parhne kay liye agar imam tora sa agay pechay hojaye lekin pechay saf me kara na ho to kia ye thek hai ya makrooh. jazakAllah ?
جواب: teek hai.

سوال کا عنوان: Imam            سوال کی قسم:نماز

ishaat 2013-10-05


سوال: Aoa. farz namaz kay baad sunat namaz parhne kay liye agar imam tora sa agay pechay hojaye lekin pechay saf me kara na ho to kia ye thek hai ya makrooh. jazakAllah ?
جواب: teek hai. lakin mehrab ki taraf jana nahi chaheye.

سوال کا عنوان: Topei (cap) ki ahmeeyth            سوال کی قسم:نماز

shahid 2013-10-04


سوال: kia Topei kay bahair Nemaz hoti hai ka nahi,our am zandagi ma topei ki ka ahmeeyth hai. ?
جواب: nangay ser nimaz perhna makrooh hai, hazoor (SAW) hamesha topi ya paghri pehen ker nimaz ada kertay thay, musalman k leye aam zindagi mai nangay ser goomna sahi nahi yeh angrezo ki sunnat hai.

سوال کا عنوان: Salat Qasr            سوال کی قسم:نماز

Abu Ali 2013-09-19


سوال: Agar aik safar ma ha... namaz ka waqt hua chahta ha..banda masjid jata ha to jammat ko akhri qaida ma pata ha.. immat ka salam pherna kay bad osa pata nahe chalta ka imam na qasr parhi ha ya pori namaz...ab banda apni pehli rakat ka lia khara hota ha to w ?
جواب: soch ker andaza kerna cheheye yeh imam musafir honge ya muqeem, jis taraf dil mayel us k mutabiq nimaz ko perh lya jaye or salam pernay k bad kisi se poch lya jaye or jo soorate hal samne aye us per amal kya jaye.

سوال کا عنوان: monz            سوال کی قسم:نماز

khalid 2013-09-11


سوال: salam alekum mufti ayyaz sahib sawal. aya da monz pa time ka ka pense titi v da khangaro na no sa hukam lari? ?
جواب: pense geto na lande satal haram di, ao munz ke fele haram kawal zyat sakht di. us pa khpala sooch waka che pa kam munz ke saray haram kar kai no da munz da qabledo de ya na.

سوال کا عنوان: Sunnat rakat            سوال کی قسم:نماز

jan 2013-09-08


سوال: Agar 4 rakat sunnat namaz hae or akhri 3 ya 4 me fatiha k baad dosri surat na parri jae to is ka kya hukm hae ?
جواب: sunnat ki tamam rakato mai soorat milana wajib hai werna nimaz nahi ho gi ager soorat milana bhool gya to sajda sahwa wajib ho ga.

سوال کا عنوان: Namaz            سوال کی قسم:نماز

jan 2013-09-03


سوال: Mufti sahib sawal ye hae k faraz namaz jo k 4 rakat hae or tesri"3" rakat me b surat parh li jai to kya hal he or Agar choti"4" me b parh li to? ?
جواب: farz namaz ki akhri do rakato fatiha k baad soorat nahi milai jati lakin ager bhool ker mela le to is se sahwa wajib nahi hota.

سوال کا عنوان: Sajda sehwa            سوال کی قسم:نماز

jan 2013-09-03


سوال: sajda sehwa kab or kin halat me wajib hoti hae ?
جواب: sajda sahwa k wajib honay ka osool ye hai k faraz ki takheer se ya wajib choot jane ya wajib ki takheer se sajda sahwa wajib hota hai agay is osool ki juzyaat beshmaar hai.

سوال کا عنوان: Namaz-e-Qasar            سوال کی قسم:نماز

Khan 2013-08-31


سوال: Main peshawar ka rehashi hun, aur islamabad main mulazmat karta hun. Har itwar kay din main sham ko islamabad kay liye nikalta hun, aur phr jumma ka din wapis peshawar pohanch jata hun. Main nay apni namaz ka masla kafi ulma say poocha on ki raii main kaf ?
جواب: islamabd mai ager ap ka qiyam aik bar 15 din ya us se zyada iqamat ki nyat k sath ho jaye to ap waha muqeem ho jayen gay, poori namaz perhna zaroori ho ga ager waha 15 din ki nobat nahi ati to ap waha musafir hai qasar karan gay.

سوال کا عنوان: Aameen            سوال کی قسم:نماز

Binte hawa 2013-08-31


سوال: Namaz mei amen parna zaroori hai ya Fatiha k bad amen parna nai hai ?
جواب: fatiha k baad khufia awaz se ameen perhna sunnat hai.

سوال کا عنوان: Namazi k samny guzarna            سوال کی قسم:نماز

Khalid Khan Afridi 2013-08-30


سوال: Assalam-U-Alaikum. Mufti sahab apse pochna ye tha k jab masjid main koi namaz parh raha ho aur usne samny koi cheez nahi rakhi to ap kitny fasly se usky samny se guzar sakty ho. ?
جواب: namazi k karay honay ki jaga se do saf (taqreeban 8 feet) chor ker aagay se guzer sakta hai,

سوال کا عنوان: Namaz ka Tariqa            سوال کی قسم:نماز

Khalid Khan Afridi 2013-08-30


سوال: Assalam-u-Alaikum Ham ne bachpan main masajid main namaz ada karny ka tariqa seekha hy. Abhi tak to usi tariqy se namaz parh rahy thy. Lakin yaha Saudi Arab aaker logo ko dekh kar shak sa hony laga k log mukhtalif tareeqo se namaz parhty hy. Ham emam k p ?
جواب: aap k is tareeqay se nimaz perhna bilkul sahi or drust hai.

سوال کا عنوان: Surah In Salat            سوال کی قسم:نماز

Ishaat 2013-08-24


سوال: assalamo alaikum. 5 waqt ki namazo me jo makhsoos suraton ko mukhtas kiya gaya hai jaisay Fajar aur Zohar me Surat e Hujarat se Surat e Burooj tak, Asar aur Isha me Surat e Tariq se Surat e Bayena tak aur Maghrib ki namaz me Surat e Zilzal se Surat e Naas ?
جواب: yeh sunnat hai, is k ilawa dosri sooratay bhi perh saktay hai.

سوال کا عنوان: Salat e Kasoof            سوال کی قسم:نماز

Ishaat 2013-08-24


سوال: Assalam o Alaikum. Imam Salat e Kasoof me unchi awaz se qirat karay ya khafi? JazakAllah Khaira. ?
جواب: Khufya awaz se


پہلا صفحہ پہلا صفحہ پچھلا صفحہ اگلا صفحہ آخری صفحہ